772 aaj yeh sawal bhi tumney poochh hi dala

aaj yeh sawal bhi tumney poochh hi dala aakhir kis intazaar mein tha itna samaya nikala kyun nahin poochha ki tabiyat kaisi hai kyun sirf anuman se hi man ko sambhala kaisey batata, kitna aatur that milney ko lekin har baar meri koshish ko kuchh naya naam de dala